Sim Ka Number Kaise Pata Kae?

Airtel,jio,idea,Vodafone,Aircel,BSNL, Tata DoCoMo Sim Ka Number Kaise Nikale? Mobile Ke Sim ka Number Kaise nikale?

Purane mobile me koi bhi sim nahi hoti thi.mobile kharidne ke bad bas yek hi mobile number hota tha.ore mobile number change bhi nahi kar sakate the.lekin ab ka mobile pahale mobile se bilkul alag hai.ab ke mobile me ham yek nahi balki 4-4 sim card bhi chala sakate hai.kai log yese hai jo hamesha sim card badalate rahate hai.1 ya 2 sim ka number hame yad rahata hai.lekin 2 se adhik sim ka number yad rakhana musakil kam hai.
Mobile Me Sim Ka Number Kaise Pata kare
Sim ka number nikalane ki jarurat hame kab hoti hai.apane kisi dost,restedar ya pariwar walo ko mobile number dena ho.mobile me reachrge karana ho.ya fir sim card badalani ho.tabhi hame sim number ki jarurat hoti hai.

Kabhi-kabhi ham apana sim number bhul jyate hai.kuch kog apana sim number dairy ya notipyd me save karake rakhate hai.lekin dairy kho gai ya notipyd nast ho gaya.to aapake man me ye sawal aa gaya hoga.aakhi me apana sim ka number kaise pata karu.tabhi aapane google pe tipe kiya hoga.Airtel,jio,idea,Vodafone,Aircel,BSNL,Tata DoCoMo sim ka number kaise pata kare.

Mobile Phone Ke Sim ka Number Kaise Pata Kare(Sim Number Kaise jyane (top 3 Method)


Waise kisi bhi telecom company ke sim ka number pata karana koi musakil kam nahi hai.me yaha sim number pata karane ke kuch tarike bata raha hu.jise aap aasanise apana sim number nikal sakate ho.

Mobile Me Sim Ka Number Kaise Pata kare

Step 1.
Sabase pahale apako Android phone ki "setting" me jyana hoga.
Step 2.
Ab setting me "About Phone"select karake open kare.ek window khulegi.
Step 3.
Ab yaha se "Status" me jyaye.ek ore new window khulegi.
Step 4.
Ab "SIM Status" me jyaye.
Step 5.
Ab yaha apako sim card ki sari janakari mil jyayegi.
1. Network
2. Signal strength
3. Cellular network type
4. Service state
5. Rooming
6. Cellular network state
7. My phone number
8. IMEL
9. IMEL SV
My phone number ke option me aapako apana sim ka number mil jyayega.
Note- ye tarika kuch hi state me working hai.

Airtel,jio,idea,Vodafone,Aircel,BSNL Tata DoCoMo Sim Ka Number Kaise Pata Kare (USSD Code)

USSD Code se bhi ham kisi bhi sim ka number pata kar sakate hai.lekin ek hi USSD code har state me kam nahi karata.har telecom  company ke USSD code alag-alag hote hai.mai yaha Airtel,jio,idea,Vodafone,Aircel,BSNL,Tata DoCoMo sim ka number pata karane ka USSD code de raha hu.jise aap aasanise apana mobile sim ka number pata kar sakate ho.

Airtel Sim Ka Number Kaise Pata Kare (Check USSD Code)

1. *1#
2. *282#
3. *121*1#
4. *121*9#
5. *140*175#
6. *141*123#
7. *140*1600#
8. *400*2*1*10#

Jio Sim Ka Number Kaise Pata Kare (Check USSD Code)

1. *1#
2. *580#
Miss call dekar Jio Sim ka number pata kare.
1. 1298
Aap "My Jio " ki app me jyakar bhi apane Jio Sim ka number pata kar sakate hai.

idea Sim Ka Number Kaise Pata Kare (Check USSD Code)

1. *1#
2. *100#
3. *131#
4. *147#
5. *789#
6. *131*1#
7. *125*9#
8. *616*6#
9. *147*2*4#
10. *147*1*3#
11. *147*8*2#

Vodafone Sim Ka Number Kaise pata kare (Check USSD Code)

1. *555#
2. *555*0#
3. *131*0#
4. *777*0#
5. *111*2#

Aircel Sim Ka Number Kaise Pata Kare (Check USSD Code)

1. *1#
2. *131#
3. *133#
4. *888#
5. *234*4#
6. *122*131#

BSNL Sim Ka Number Kaise Pata kare (Check USSD Code)

1.*1#
2. *99#
3. *222

Tata DoCoMo Sim Ka Number Kaise Pata Kare (Check USSD Code)

1. *1#
2. *124#
3. *888#
4. *580#

Customer Care Se Bat Karake Sim Ka Number Pata Kare.

Agar upar diye tarike se aap apana mobile sim ka number pata nahi kar pa rahe.to aap sidhe customer care se bat karake bhi mobile sim ka number pata kar sakate ho.yahi nahi sim me koi bhi pareshani ho to customer care se bat karake apani pareshani dur kar sakate ho.c customer care number 198

Mobile Recharge,Wallet,Blance Check Karaneka App

Mai yaha kuch badhiya apps de raha hu.jise aap bina USSD code ke mobile sim ka balance,offers,new offer,data catter,wallet ki janakari pata kar sakate ho.
1. Mobile Recharge,Wallet,Balance Check
1. Moreover App

To dosto ab aap jyan hi gaye hoge kaise mobile me sim ka number Pata kare.agar aapake pas bhi Airtel,jio idea,vodafon,aircel,BSNL,Tata DoCoMo Sim ka number jyanane ka koi tarike hai.ya fir aapake stat me working USSD code pata hai to comment me bata dena jise baki logo ko bhi help mil sake.

Sim ka number kaise pata kare ye post aapako achhe lagi.Are wah...! ise abhi share kar de.