Copy paste kaise karate hai-what is copy paste in hindi
Kya aap jyanate hai kisi bhi test ko aasanise copy karake paste kiya jya  sakata hai.ji haa aapane bilakul sahi suna hai aap kisi bhi test ko copy karake kahi bhi paste kar sakate hai.bahut se logo ko pata nahi copy paste kya hota hai ore test ko copy paste kaise karate hai.is post me aapako definition ke sath detels se batauga copy paste kya hai ore test ko copy karake kaise paste kia jyata hai.isake liye aap is post ko shuru se ant tak dhyan se padhiye.
test copy paste kaise kare
Copy- "Copy" ka matlab "pratilipi" hota hai.hindi me use "nakkal karana"bhi kahate hai.kisi bhi chij ka duplicate banane ke process ko copy kahate hai.Ex-aapake mobile me koi video hai aap us video ko apane friends ke sath share karana hai to us video ko copy karana hoga.copy karanese pahale ye bat dyan rakhana.jis test ko aap copy karana chahate hai wo data selected(highlighted) hona chahiye.

Paste- "Paste" ko hindi me chipakana"kahate hai.koibhi data copy karane ke bad dusare location par share karane ke process ko paste kahate hai.Ex- kisi post ka badhiya paregraf copy karake use WhatsApp ya FB par chipakana or share karana.

test copy karaneke bad copy kiya huwa test clipboard me chala jyata hai.jab kisi jagah ham paste karate hai to ye copy kiya huwa test waha paste ho jyata hai.ham test ko kahi bhi paste nahi kar sakate test ko paste karane ke liye input field ya input box kì jarurat hoti hai.Ex.google search box,facebook update box,sms likhane kì jagah,notepad etc.


Copy Paste Kaise Kare Android Mobile Me

Android Phone Me Copy Kare

Step1- Sabase pahale aap us test ko open kare jise aap copy karana chahate ho.
Step2- Ab us test ko 3 se 4 seconds ke liye touch karake rakhe.touch chodaneke bad test par aapako do point dikhai denge.
Srep3- Ab in do point ko adugust karake aap aasanise test select kar skate ho 
Step4 Test ko select karake bad upar Jo menu dikhai dega usame copy par click kare.click karate hi aapaki test copy ho jyayegi.


Android Phone Me Paste Kaise kare

Step1- Kisi bhi input field ko open kare
Ste2- Ab us input field par 3 se 4 second touch karake rakho,touch chodaneke bad waha paste ka button aa jyayega.
Step3- Ab upar paste kì button par click kare.paste kì button par click karate hi aapaka test paste ho jyayega.


Copy Paste Kaise Karate Hai Internet Par

Internet Par Copy Kaise Kare

Step1- Sabase pahale us test ko open kare jise aap copy karana chahate hai.
Step2- Ab jahase aapako copy karana hai us jagah pe mouse click karake rakhe or jaha tak select karana hai waha tak bina click chode apana mouse le jyaiye.ab test select ho jyayega.
Step3- Ab selected  test uper right click kare.ab yek menu khul jyayega.
Step4- Ab test ko copy karane le liye upar Jo menu hai usame copy par click kare.aapaka test copy ho jyayega.

Test copy karaneka shortcut tarika- Keyboard Pat (Ctrl+C) button dabaye.

Internet Par Paste Kaise Kare

Step1- Kisi input field ko open kare.
Step2- Ab input field Par right click Kare.ab yek menu open ho jyayega.
Step3- Ab menu me paste select kare.paste.karate hi aapaka test paste ho jyayega

To dosto is tarah aap apane documents, important file copy paste karake sambhalkar surakshit rakh sakate hai.ham aapake liye is tarah kì chhoti-chhoti trick late rahege.hamare blog ka latest update pane ke liye is blog ko abhi subscribe kare.subscribe karane ke bad aapako is kì notification mil jyayegi.ye sewa bilkul free hai.

I hope,copy paste kaise kare aapako post achhi lagi hoti agar ha to 2 minat ka samay dear is post ko social media par apane friends ke sath share karana na bhule.