Mrityu ke purw sanket. mrithu ka pata kaise lagaye.har kisi ke man me mot ka dar to rahata hai.lekin insane ye samajh kar jita ki ham abhi thode marane wale hai.ham aapako mrutyu ke kuchh yese sanket batane wale hai.jise aapako mot ka urwabhas ho sakata hai.
Garud puran,bramh puran,shiv puran me jiwan ore mritu ke bare me details se bataya gaya hai.unhi me se mritu ke kuch sanket liye gaye hai.ye koi tested jankari nahi hai.mot se purw milane wale sanket wahi insan mahasus kar sakata hai jiski mritu hone wali ho.agar aap ko jiwan ore mrityu ke bare me wistar se jankari chahiye to aap garud puran,bramh puran, shiv puran ko pad skate hai.
Jisane bhi dharati par janam liya hai.use yek na yek din is duniya ko chodake jyana hi padata hai.chyahe wo amir ho ya garib.ye bat alag hai ki kisi ki mrityu pachapan me hoti hai.kisi ki uwa awasta me to kisi ki budhape me.insan chyahe kitana bhi akkalmand Kyo na ho jyaye lekin bhagawan se aage kabhi nahi jya sakata.ore na hi unake banaye niyamo ko badal sakata.insan to mar sakata hai.lekin aatma kabhi nahi marati.jis tarah insan kapade kharab hone par badal deta hai.usi tarah aatma bhi sharir rupi kapade badalati rahati hai.
Mrithu jiwan ka atal ore sabase bada satya hai.aaj ke yug me jiwan ore mot ki ladhai me jit kewal mot ki hi hoti hai.maa ke pet se janam lene me 9 mahine lag jyate hai.lekin marane me sirf 6 mahine.kaal mritu ho ya akaal mot ki prakriya 6 mahine pahale se hi shuru hoti hai.isaka asar sabase pahale nabhi chakra par hota hai.tabhi se hame mrithu ke sanket milane shuru hote hai.bimariyo ka sahi ilaj ya mrutyujay mantra ka jap karake mrityu se bachya jya sakata hai.last 3 din me bhagawan ya puny karm hi insan ko mrityu se bachya sakata hai.
1. Samay ke sath aakhe upar ki taraf mudana ore nak ki nok bilakul hi dikhai na dena mrityu ka sanket hai.
2. Chand ya kisi khagoliy chijo ko do bhago me bata huwa dekhana mrityu ka sanket hai.
3. Koi saya sath hone ka yehsas hona.koi dhundhala chehara samane najar aana mrityu ka sanket hai.
4. Parchhai ka sath chhod dena.jinaki mrutyu 2-3 din me hone wali ho yese logo ki parchhai alag se dikhai deti hai.
5. Agar kisi insan ka chehara safed,pila ya halka lal ho jyata hai to samajh Lena 5-6 mahine ke andar usaki mrutyu nichit hai.
6. Aaine me apani surat ki jagah kisi ore ki surat najar aaye to samajh lena chahiye aap ki mot 3 din pahale hi hogi.
7. Mot se kuch din pahale insan ko har chij kali najar aati hai.wo rango ke bich antar katana chod deta hai.
8. suraj,chand,aag ya kisi ore chij ki roshni dikhai na dena ya lal dikhai dena mot ka purw sanket hai.
9. Bina kisi wajah se baya hath kap raha ho ore yes lagatar 5 se 6 din take ho to samajh lena mot aapake najadik hai.
10. Apane kano ko dhak kar dekhiye aapako kuch shor sunai dega.lekin jinaki mrutyu najadik hai unhe sirf sannata mahasus hota hai.
11. Masudo me pas nikalane wale wyakti ka jiwankal 6 mahine se bhi kam hota hai.
12. Aasaman me karodo tare hote hai.uname dhruw tara bhi yek hai.agar aap druw tara dekhana me asamarh hai to samjh lijiye aapaka antim samay nikat hai.
13. Nasika ka swar bigad jyan bhi mot ka sanket bataya hai.
14. Sapane me ujada gaon dekhana ya ullu,billi ko rote huye dekhana bhi mrutyu ka purw sanket mana jyata hai.
15. Aag na lage to bhi aag lagane ka bhas hona mot ka purw sanket hai.
16. Dhup,jal ya tel me parchhai ka sir na dikhana ya parchhai khud se alag dekhana mrutyu ka purw abhas hai.
17. Maranese 3 din pahale insane ke sharir se mot ki gandh aati hai.is gandh ko insan sugh nahi sakata.lekin ullu,billi,kutta mot ki gandh sugh sakate hai.agar kutta,ullu,billi ko mot ki gandh aane lage to wo rone lagate hai.
18. Agar koi wyakti muh se sas leta hai.ore nak se sas Lene me asamarh hai to samajh lijiye wo 2 din ke andar hi mar jyayega.
19. Jis wyakti ka mal,mutra,wiry yek sath girate hai.wo wyakti 1 sal se jyada nahi ji sakata.
20. Aakho ka ya nakhun ka kona kala ya nina ho jyayega to samajh lena chyahiye mot usake najadik hi hai.
21. Yadi kisi insan ke bal khichane par jaldi hi ukhad jyate hai.ore us insan ko takalif bhi nahi hoti.yesa wyakti jaldi hi mar jyate hai.
22. Agar kisi wyakti ko nili makhiya gherane lage ore jyada samaya tak us wyakti ke aas pas hi rahe to samajh lijiye us wyakti ki mrutyu jaldi hi hone wali hai.
23. Koi wyakti ghar se bahar nikalata hai to kutta ya billi usake pichhe padate hai.yesa kai bar ho jyana mrutyu ka sanket hora hai.
Agar aap ko mrityu ke bare me gyan ho jaye.mot ke kuch sanket mile.to ghabaraiye nahi. apani jiwan bhar ki kamai me se kuch dhan jarurat mando ko dan kare.bhagawan ka name smaran kare.subhah pawirta gangajal ka ya tulasi ke patte ka sewan kare.mrityujap mantra ka jaap kare.in upayo se aapako kai pidaose mukti mil sakati hai.

Mrityu Ke Purw Sanket (Mot Ka Purwabhas) Se Jyaniye Kab Hogi Mrityu

0 Comments
Post a Comment