Blog post ke liye screen image/photo kaise banaye. kya aap jyanate hai computer,laptop,mobile ya kisi screen ki image ham bina camere se bhi le skate hai. wo bhi high colity ki.ji haa aapane bilakul sahi suna hai aap kisi bhi screen ki photo bina camere ke bhi sakate hai.bahut se logo ko pata nahi kisi screen ki photo kaise liyi jyati hai.is post me aapako detels se batane wala hu blog post ke liye screen ki image kaise banaye.isake liye aap is post ko shuru se ant tak dhyan se padhiye.
Ham TV,,Mobile,Laptop,Computer par film ya shirial dekhate hai.kabhi-kabhi film me ya serial me intana achha scin hota hai ki man karata hai ki us screen ki photo le lekin Kaise.
Ham TV,,Mobile,Laptop,Computer par film ya shirial dekhate hai.kabhi-kabhi film me ya serial me intana achha scin hota hai ki man karata hai ki us screen ki photo le lekin Kaise.
Agar aap ek blogger hai.ore dayly post likhakar logo ki help karate hai.to yesa bhi koi din aa gaya hoga jis din app kisi scrinn ki janakari likh rahe ho.ore logo ko post achhe se samazane ke liye usi scrinn ki koi image add karana chahate ho.tabhi aapake man me ye sawal aa gaya hoga.aakhir mobile,laptop ya computer ki scrinn image kaise liyi/nikali jyati hai .
Agar aap photo sel karate hai.ya fir aap ki koi website ya blog hai jis par aap kisi video ko extract karake us video ke photo apane blog ya website par upload karana chahate hai to bhi ye post aap ke liye hi hai.
Blog Post Ke Liye Screen Images/Photo Kaise Banaye-Blog Ke Liye Mobile Se Photo Kaise Banaye
Step1. Kisi behatar screen recorder app se us screen ko record kare jis screen ki aap ko photo leni hai.
Step 2
Play store se photo editor app download karake install kare.is app ka size kewal 4mb hai.upar photo me is app ki image add kiyi hui hai.
Step 3
Ab jis video ki photo leni hai us video ko photo editor apps me open late.
Step 4
Ab video ko chalaye.ab video ki photo lene ke like niche right site me camere par click kare.
Step 5
Ab yaha se image ki size change kar sakate ho.size change karane ke bad niche save par click kare.
Step 6
Ab photo ka name change katana ho to yaha se kar sakate ho.ab save as par click karake photo ko save kar de.
Step 7
Ab aap ki photo Mobile ya memory card me save ho gai hai.isi tarah se aap video me se ore bhi photo le sakate hai.
To dosto ab aap sikh hi gaye hoge.blog ke liye screen image/ photo kaise banayi jyati hai.blog post ke liye mobile se screen image/photo banana ka dusara tarika bhi me aapako bahut hi jaldi batane wala hau.
Are wa...! ye post aapako passed hai ise abhi social media par share kar de.

0 Comments
Post a Comment