Mobile Phone Kho Jane Par Ya Chori Ho Jaye To Kaise Dhunde.is post me aapako chori huwa Mobile ya mobile gum ho gaya to kaise khoje ki janakari dene wala hu.aap ye post padh rahe hai. to jarurar aap ka ya apane dost ka mobile chori ho gaya hoga.ya fir aap yu hi jyanana chahate hoge mobile phone kho Jane Par ya chori ho jaye to kaise dhunde.
Aj mobile to har kisi ke pas hota hai.khas karake smartphone.ham mobile phone se kai sare kam karate hai.mobile na ho to.udas-udas lagata hai.ham apane mobile ko bohat achhe se sambhal kar rahate hai.lekin fir bhi kisi gadabali me mobile kho jyataa hai.ya kisi bhid me mobile chori ho jyata hai.mobile chori hone ki ore mobile kho jyate ki ghatana. har din badhati hi jya rahi hai.har din kisi na kisi ka mobile phone kho jyata hai ya chori ho jata hai.
Mobile Me Sim Ka Number Kaise Pata Kare
Internet par bahut sare app hai.jo khoye huye mobile ko dundane me madat karate hai.lekin yese app mobile me pahale se hi install hone chahiye.tabhi ye app khoye huye mobile ko dundane me madat kar sakate hai.warana ye app kuch kam ke nahi hai.
Mobile phone kho jane par ya chori ho jaye to kaise dhunde is post ke madam se maine aapako khoye huye mobile ko wapas pane ke tarike bataye hai.agar aap ke pas bhi yesa ko tarika hai.ya apana khoya huwa mobile mil chuka hai to kis tarah aapane isake liye kya kiya.comment me jarurar batana.taki baki logo ko bhi apana mobile phone kho jane par ya chori ho gaya to wapas mil sake.
Mobile phone kho jane par ya chori ho jaye to kaise dhunde ye post aapako achhi lage to ise social media par share kare.

Mobile Kho Jane Par Ya Mobile Chori Ho Jaye To Kaise Khoje
Call Karake Khoye mobile Ka Pata lagaye
Agar aapaka mobile ghar me hi kahi gum ho gaya hai.ya yesi kisi jagah par kho gaya hai.jaha koi aata-jyata nahi.to ye best tarika hai khoye huye mobile ko khojane ka.pahle aap thande dimag se sochiye last tim aapne mobile kaha use kiya tha.ore kab aapake pas mobile nahi tha.jise aap andaja laga sakate ho mobile kaha kho gaya hai.agar aapaka nichit pata hai mera mobile isi jagah par kho gaya hai.to aap us jagah par jyaiye ore dusare kisi mobile se us mobile par call kare jo mobile kho gaya hai.agar wo mobile wahi kahi hai to usaki rin ki aawaj sun kar aap mobile tak pahuch sakate ho.
Lekin agar mobile waha se kisi ne uthaya hai.to mobile pane wala mobile ko swich off kar sakata hai.lekin usane yesa nahi kiya call aane par usane phone uthaya to aap use mithe bol bolake,mobile ke badale kuch paise de kar apane khoye huye mobile ko wapas pa sakate hai.
Test SMS Karake Khoya Huwa Mobile dhunde
Agar aapaka mobile kisi bhid me kho gaya hai. ya chori ho gaya hai to ye best tarika hai.khoya huwa mobile wapas pane ka.mobile yesi jagah par gir gaya ho jaha bahut bhid hai.to jaldi hi koi bhi use uthakar le jyayega.yese me aap SMS bhej sakate ho.
Ye mobile mera hai.ise muze papas kar do.badale me me tumhe kuch paise dunga.nahi to me is mobile ko lock kar dunga.fir ye tumhare kisi kam ka nahi hoga.
Ye mobile mera hai.ise muze papas kar do.badale me me tumhe kuch paise dunga.nahi to me is mobile ko lock kar dunga.fir ye tumhare kisi kam ka nahi hoga.
Agar mobile pane wale ne SMS padh liya.use aapaki bat samajh me aa gai to 100% aapako apana khoya huwa mobile mil jyayega.
Pulic Ki Help Se Apana Chori Huwa Ya Khoya Huwa Mobile Dhunde
Isake liye sabase pahale aapako pulic station me likhit complaint karani hogi.aapake pas khoye huye mobile ka box ya bil hai to wo bhi pulic ko dikhaiye.agar pulic aapake khoye huye mobile ko dhudane me interest legi to jaldi hi aapako apana khoya huwa ya chori huwa mobile mil jyayega.agar koi aapake chori huye ya khoya huye mobile ke sim ka galat istamal kare to isaka aarop aap par nahi aayega.
Mobile Chori Ho Gaya To 14422 Is Number Par Shikayat Kare
Din ba din mobile chori ya gum hone ki ghatanaye badhati hi ja rahi hai.is bat ka dyan rakhakar kendra sarakarane help line na.14422 jari kiya hai.is number par call ya SMS karake apane khoye huye mobile ki complaint kar sakate ho.isake bad sewa dene wali company aapake chori huye ya khoya huye mobile ko khojana shuru kar degi.
Mobile Kho Jane Par Ya Chori Ho Jyaye To Google Se Pata Lagaye
Isake liye aapake Khoye Huye Mobile me kuch chije honi jaruri hai.
1. internet data balance hona chahiye.ore data on hona jruei hai.
2. location service on hona jaruri hai.
3. Google app hona jruri hai.
4. Mobile google account se sin in hona jruri hai.
Agar aapake khoye huye mobile me upar batai chije hai.to google ke jariye aap aasanise se apana khoye huwa mobile ko dhund sakate ho.isake liye niche bata ye step dollar kare.
Step 1- Sabase pahale apane browser me log in kare.isake liye wahi Gmail id use kare jo khoye huye mobile me hai.
Step 2- Ab google par "Track My Mobile" likh kar search kare.ore check kare google aapako mobile ki sahi information de raha hai ya nahi.aap yaha se bhi Track My Mobile par ja sakate hai.
Step 3. Ab kuch hi der me google aapake mobile ka pata lagayega.ab aap us jagah par jyaiye jo address google ne diya hai.
Step 4. Google ne bataye pate par pahuchane ke bad "Ring"option par click kare.ab aapake khoye huye mobile me ring bajane lagegi.mobile silent hoga to bhi badi aawaj me 5 minat tak ring bajegi.is tarah se aap google ki help se apana mobile chori ho jaye ya kho Jane par use dund sakate ho.